Sunday, December 14, 2014

kabhi kisi se pyar mat karna,

kabhi kisi se pyar mat karna,ho jaye to inkar mat karna, nibha sako to es raste par chalna,varna kisi ki zindagi barbad mat karna

nazar se pehle nazar baad main

nazar se pehle nazar baad main,nazar milate nazar ko dekha,nazar mili jo nazar se jake,nazar jhukate nazar ko dekha

Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya

Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya,

Woh be wafa sehi magar pyaar hum ne kiya,

agar woh chor gya to mat keho bura us ko,

Qasoor uska nhe "Aitebaar" hum ne kiya!!!!!!!!!!!

Pyar kabhi karna hi nahi. Kiya to adhura chodna nahi.

Pyar kabhi karna hi nahi. Kiya to adhura chodna nahi.
Agar chodna pada to dena safai
varna log isse kahenge bewafai

do kadam to sab chal lete hai,

do kadam to sab chal lete hai,
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata...

O firak wali main nahi teri firak me,

O firak wali main nahi teri firak me,
main to hu uski firak me jo hai teri firak main